Monday, July 28, 2008

Umeed

"UMEED"

Kissi ki yaad dil main hai,

Koi ehsas baqi hai,

Badalty mausmon k darmyan,

Ik raaz baqi hai,

Abhi to safr main hon,

Milain gi manzilain muj ko,

Magr in raston k darmyan,

Ik sa'at baqi hai,

Kahin pr sham dhalti hai,

Kahin raat hoti hai,

Abhi to chandni hai,

Chand ki raat baqi hai,

Chaly aao kissi din tum,

Hmara haal b daikho,

Hmara jism murda hai,

Magr ik saans baqi hai,

Umeed hai phir b,

Mily gi wo humain ik din,

"KHUDA" pr hai bharosa,

Abhi " KHUDA" ki zaat baqi hai

Sunday, July 13, 2008

Saturday, July 12, 2008

CHAHA TAU BOHAT THA

Moon.jpg picture by SanaM3

Sabas01.jpg picture by SanaM3

ChahatoBuhut01.jpg picture by SanaM3


*** Mohabat Ke Yeh Hasin Pal Kuch Pal Ke Liye Hote Hein ***


Fir bhi dil mein pyar hota hein bhara nafrat ke na hoti koi jagah
Bus guzaris hoti hein unse de jai apne hone ka ehsas pore din mein kisi bhi jagah

Na jane mohabat kya chiz hoti hein samaj na saka koi is sare jahah mein
Muskurahat ko apni sans banakar yaado mein jina sikh jate hein apne zindagi mein

Agar ek pal ke liye batein ho jati hein to dar yeh raheta hein kab hogi unse baat
Waqt kyo nahi tham jata kambaqt raab ne kyo nahi banaye pyar mein ayse jasbaat

Uski awaz sunkar dil ko milti hein rahat usse bara sukun aur kuch nahi is jahah mein
Mohabat ke yeh hasin pal kuch pal ke liye hote hein raab chiz lete hein pyar karne walo sein

(¯`»¦«Hamaray dil k pass dharaknay ki wajja ha»¦«´¯)

MaxMP3


Hamaray dil k paas dharaknay ki wajjah hai


Hamaray Dil K Paas dharaknay ki wajja hai..
muhabbat kar k dekho,iss ka alag hi mazza hai
Na bholein gay hum tumhein aur tumhari woh baatein
kuch bhi ho,ab mujhay qabool zamanay ki har ek sazza hai

Hum akelay main bhi tumhein mehsoos kar letay hain
hamara sab kuch sirf teray piyaar ki atta hai

Hoosh main hotay huye bhi behooshi ka alam hai
yaaron yeh batao humein keh yeh kaisa nasha hai
Tujhay khush karnay k liye mokay dhondtay hain hum
teri ek ek haansi meray kanoon k liye jazza hai
Waisay to piyaar ki koi kami nahi ha iss duniya main
lekin teray milne k baad meray dil ko aur koi nahin jacha hai
Search from Cycling Blog