Hamaray Dil K Paas dharaknay ki wajja hai..
muhabbat kar k dekho,iss ka alag hi mazza hai
Na bholein gay hum tumhein aur tumhari woh baatein
kuch bhi ho,ab mujhay qabool zamanay ki har ek sazza hai

Hum akelay main bhi tumhein mehsoos kar letay hain
hamara sab kuch sirf teray piyaar ki atta hai

Hoosh main hotay huye bhi behooshi ka alam hai
yaaron yeh batao humein keh yeh kaisa nasha hai

Tujhay khush karnay k liye mokay dhondtay hain hum
teri ek ek haansi meray kanoon k liye jazza hai

Waisay to piyaar ki koi kami nahi ha iss duniya main
lekin teray milne k baad meray dil ko aur koi nahin jacha hai

No comments:
Post a Comment