Bethay thay teri yaaad mein tanha ek shaam,
Liya aik kagaz aur likha tera naam,
Tasweer Banai teri aur likha yeh pegaam,
Zinda pakarne wale ko 5 rupee naqd inaam
------------------------------------------------------
jab panchi sary udh jain
her simt andhai chaa jai
jab guzri batain yaad aine
or beetay lamha terpain
Mat tanha gubhrana
Tum pas humary aa jana
jab koi din mein shaam kra
yeh lab ki hansi badnam kra
jab wehshata dil ka kam kry
Ankho me nend haram kry
Mat tanha gubhrana
Tum pas humary aa jana
Dil preet hamari duhraey
yeh reet purani yad aey
jab milna ko b dil chaey
payar bhula na dil paey
Mat tanha gubhrana
Tum pas humary aa jana
------------------------------------------------------
Ab mohabat ke wakaalat nahi ke ja sakti
Shehar bhar sa tu adaawaat nai ke ja sakti,
mera chhra mari aankhain hain salaamat ab b,
kon kehta hai wazaahat nai ke ja sakti
Baat ye hai k koi toot ka chaahy tu sahi
har ksi se tu mohabbat nahi ki ja sakti,
ankh kehti hai kahin aur chalay jaayen hum
Dil ye kehta hai k hijrat nahi ki ja sakti
Loh-e-Dil par yahi terhreer likhi hai mohsin
Ishq waalon ko naseehat nahi ki ja sakti
------------------------------------------------------
chand ki kirno jao na,
us ko choo kar ao na,
wo kab kab kia kia kerta hai,
wo jagta hai ya sota hai,
wo kis se batain karta hai,
wo sham ko kaisa lagta hia,
wo rat ko kaisa dkhta hai,
jub soe kaisa lagta hai,
jub jagay kaisa lagta hai,
tum chupky chupky jao na,
tum us ko choo kar ao na...
------------------------------------------------------
teri yad se rishta kal b tha
teri yad se rishta aj B hai
Dil apna dukhta kal B tha
Or Afsurda Aj B hai
Wo pyar jo hum tum se kerta thay
wo pyar to zinda aj B hai
Tum door huay majboori mein
Hum bicher gaye is doori mein
kbi waqt mila tu chalay aana
Khula dil ka drwaraz aj be hai
----------------------------------------------------
woh university ke parhai
woh payr bhari baatein
woh Slebus kee tension
woh exams kee raatein
woh canteen kee party
woh friends kee laatein
woh roothna Mana-na
woh bun k mulaqaatein
proposal kee planning mein
woh raat kaa guzrna
Phir class kee peechay kee
Serat par sona
Baytuki baaton Ko serious lena
woh matlab kee baaten hansi mein urana
Na woh Din Hain,
Na raatein na Ghusa,
Na Baatein
Ager kuch hai tu bus yaadein hee yaadein
Computing Matrices
-
*Language: C++*
*Author: Aamir Mustafa*
*Introduction:*
*In this article, two simple matrices will be computed. We will take values
for two matrices...
17 years ago
No comments:
Post a Comment